Ashfaq Ahmed Quotes
Lafzon Ke Dant Nahi Hote Magar Yeh Kaat Lete Hain Or Yeh Kaat Lain Tou In Ky Zakham Kabhi Nahi Bharte.
– Ashfaq Ahmed
Allah Ke Diye Huy Emein Say Diya Karo
Tum Ny Konsa Apne Pale Say Dena Hai.
– Ashfaq Ahmed
Qismat Gundhi Huyi Mitti Hai. Koi Ess Say Entain Bnata Hai …
Koi Kozah Tayar Karta Hai,,,
Koi Ess Mittio Say Phool Ugata Hai.
– Ashfaq Ahmed
Doosron Ki Tawaquat Ke Mutabiq Zindagi Basar Karne Ki Wajah Yeh Hoti Hai Keh
Ham Darte Hain Keh Kahein Wo ‘Doosra’ Hum Ho Choorr Na De
– Ashfaq Ahmed
Mein Nay Pucha Baba G Hasad Kya Hai?
Kehne Lage RAB Ke Taqseem Say Ikhtilaaf Karna
– Ashfaq Ahmed
Fatiha Logonke Marne Par Nahi, Ehsas Ke Marne Par Parhni Chahiye.
Kiun Keh Log Mar Jain Tou Sabr Ajata Hai Lekin Ehsas Mar Jay Etou Muashara Mar Jata Hai
– Ashfaq Ahmed
Mein Janta Hun Mein Kuch Tou Hun.
Kiun Keh Mera RAb Koi Bhi Cheez Bekaar Nahi Bnata.
– Ashfaq Ahmed
Zindagi Akhirkaar Rula Hi Deti Hai Phir Chahe
Ham Apne Maa Baap Ke Kitne He Ladle Kiun Na Ho
– Ashfaq Ahmed
Nakian Karte Jao Darya Mein Dalte Jao
Zindagi Mein Jab Kabhi Koi Toofan Aya Yehi Naikian Kashti Ban Jaein Gi.
– Ashfaq Ahmed
Kitna Khoobsurat Ehsas Hau Hum Allah Sy Apne Dil Ki Saari Batain Karte Hain
Or Wo Pehle Sy Sab Janta Hai Phir Bhi Hamain Sun’na Chahta Hai
– Ashfaq Ahmed
Agar Allah Ne Wo Le Liya Jise Khone Ka Tum Tassawur Bhi Nahi Kar Sakte Tou Yaqeenan Woh Kuch Aisa Bhi Dega Jisse Tum Paane Ka Kabhi Socha Bhi Nahi Hoga – Ashfaq Ahmed
Jab Insaan Andar Sy Mar Jata Hai Toi Had Sy Ziada Khsh Akhlaq Ho Jata Hai..
– Ashfaq Ahmed
Jab Insaan Andar Sy Mar Jata Hai Toi Had Sy Ziada Khsh Akhlaq Ho Jata Hai..
– Ashfaq Ahmed
Waqt Say Pehle Or Qismat Say Ziada Kabhi Nahi Milta
– Ahsfaq Ahmed
Naikian Karte Jao Or Darya Mein Dalte Jao, Zindagi Mien Jab Kabhi
Toofan Aya Yehi Naikina Kashti Ban Jaein Gi.
– Ashfaq Ahmed
Aksar Logon Mein Takabur Hota Hai Lekin
Unka Nafs Unko Pata Nahi Chalne Deta
– Ashfaq Ahmed
mashallah sir
sir all template provide kare